Karma kuchh to log kahenge lyrics
Kuch to log kahenge is a rap song which written and performed by karma and music by deep kalsi.
This song is release on kalamkaar music label .
WRITTEN AND PERFORMED BY — KARMA
MUSIC– DEEP KALSI
LABEL KALAMKAAR
ALBUM– NEWCOMER
Yeah,
Deep Kalsi!
KARMA!
Kuch toh Log Kahenge!
Zindagi sholey toh sardaar keh lo
Aane wale yug ki yalgaar keh lo
Keshar nahi pahna toh gaddar keh lo
Ya abki baar wahi Sarkar keh lo
Ya wahi jo kahte ho har baar keh lo
Ki naam chori ka,
kaam chori ka Music video ka sthan chori ka
Haan veere main Artistaan chori ka
Ya iski tarah ‘gar ek lafz mein bolun Main
uski tarah ‘gar ek lafz mein bolun
Sab apni jagah hai,
main apni jagah hoon
Jab sabse alag hai,
jab halak main kholun
Main palak bhingolun
ya barf se gholun
Ye comment tere karle tharak mito tu
“Kyunki main toh galat thi” bolun,
Hai na?
Aajkal log aas-paas aaye rakhe kandhe pe haath Bole“photo khinchwa raha bhai”
Dheere dheere phir koss chan chain Bole “Is wali video se kitna kama raha bhai?
” “Is show pe tu kahan kahan ja raha bhai?”
“Is waali video pe kaun laga raha bhai?”
Yeah, I mean, yeah, Mera bhai ban, mere fan ke wajaaye
Mera haal puch, mere plan ke wajaaye
Khaane, peene wali karni hai dosti Ja theka saaf kar pure can ke wajaaye,
ayy Dil saaf kar, rang ke wajaaye
Humne tallent ke bahot jagah danke bajaaye
Kari mehnat paseene mei,
June ke mahine mein
Rang saaf hua mera tank ke wajaaye,
ayy Kuch to log kaheng, logo ka kaam hai kehna bro
Jaise Dhoni ke jaldi OUT hone pe kahte hai “Dhoni se aacha hai Raina bro”
Kuch toh Log Kahenge! Kuch toh Log Kahenge!
Maine suna mere bare mein Kuch sach,
kuch jhooth faila saare mein Kuch
abtak gala faade apna ke
“Bana hoon main jo bhi bana unke sahaare mein”
I mean, ye shayad unki fitrat ha
i Kapde maang ke pahne, phir hum itraate
Pata nahi kaise likh leta hoon main sick baatein
Hazaar ke jute humne pahne bane 1 lakh ke,
yeah I was not looking for a Godfather
Sahi jagah pahuncha thokar bahot khaa kar
Ghar mein kam diye par dite note laa kar
Chhoti si baat, kabhi kabhi lage bahot Magar
bahot emotional,
not [?] Jo bhi ho chal,
Bodi huyi fasal
Bhaag kyun rahe ho, thoda slow bhi lo chal
Yeah,
Yeah,
Yeah
Halanki pahle bhi jaankari thi meri kala ki
Par kar ke kuch chalanki jab ye pata chala ki
Ab DNH aur maine kuch salaah ki,
sabki isme haath thi
Double RR wali Label jaise hi ban gayi saathi,
Sab mere peeche-peeche, ye mohabbat pahle kahan thi?
Ringing, Hello?
“Tera phone nahi lag raha Vivek, Number mila hai aaj hi”
Ok Kuch to log kahenge,
logo ka kaam hai kehna bro
Koi kitna bhi bole ki “Ghutne tenk”
Par tum apni akad mein hi rehna bro
Kuch toh Log Kahenge!
Kuch toh Log Kahenge!
Kuch toh Log Kahenge!
Kuch toh Log Kahenge
! Dehradun ka mera khoon!