Tere Sang – M ZEE BELLA Lyrics
Singer | M ZEE BELLA |
Singer | M ZEE BELLA |
Music | SIGHOST |
Song Writer | M ZEE BELLA |
or tujhe chaha kisi se bhi zyada hai
naa maangu kabhi dua tere jaane ki
haan tere sang jeene ka irada hai
wo raatain jo sabhi se chup ke
kaati hai baahon ke talle
m leke challu tujhe aaja
sabki ko chd is duniya se pare
tu meri duyaano mein shaamil
aur meri paanaho mein aaja
tu apni in aankho se mujhe
is duniya m alag sa chehra banaja
mein kabhi bhi khona na chahu
aur tere bina kahin kho na m jaau
tu haatho ko thaam ke rakhna
baahon mein teri bas sona mein chaahun
ye aashiqi bilkul aasan nai
hum teri mohobatt ke maare hai
bas teri hansi ke lie
jaane kitni dfa logo se haare hai
ye raatain hai gawah meri haalat ki
tum neendo mein jo aate jaate rehte ho
na kabhi mere dil ki sunoge tum
na kabhi apne dil ki baatain kehte ho
Hum dono mein ye dooriyan bhi zyada hai
or tujhe chaha kisi se bhi zyada hai
naa maangu kabhi dua tere jaane ki
haan mera tere sang jeene ka irada hai
hum mille lage jaise ye khuda ki saajishe
tumse hi mere is dil ko jeene ki khwaahishe
kaash tera banu toh jeene ki wajha bhi mille mujhe
tu nahi toh jeena na chahu mein kisi bhi haal mein
tere siwa mera koi nahi
raatain gwah ke mein soya nahi
mein roya nahi esa lage tujhe
lekin khoke tujhe kabhi hasaa nahi
mein khudi ka khudi mein raha nahi
ye kaisi hai bekhudi jana meri
tu jaan bna ke kyu jaane anjaane mein
le ke chali gayi sansain meri
hum dono mein kahaamiya kaafi hai kehne ko
manzile teri meri kaafi door
tu choor hai jaane se mere kahin
or tere bina hume maut qabool
naa khuda sune meri koi dua
naa tere siva mera koi hua
naa jgha mille mere dil m kisi ko
jabse tune is dil ko chuaa
Hum tum bas teri or meri hi baataain karenge
Jab tak ye saansain hai meri
Hum saath chalenge
Tum na bas hona khafa
Or challe na jana
Ghum sum ye taare hamesha hi ese rahenge
ye raatain hai gawah meri haalat ki
tum neendo mein jo aate jaate rehte ho
na kabhi mere dil ki sunoge tum
na kabhi apne dil ki baatain kehte ho
Hum dono mein ye dooriyan bhi zyada hai
or tujhe chaha kisi se bhi zyada hai
naa maangu kabhi dua tere jaane ki
haan mera tere sang jeene ka irada hai