yedi khopdi lyrics by shetty saa

YEDI KHOPDI – SHETTY SAA Lyrics

Shetty saa drop a single track “YEDI KHOPDI” . In this article you get yedi khopdi lyrics by shetty saa.

Shetty saa drop a single track "YEDI KHOPDI" . In this article you get yedi khopdi lyrics by shetty saa.

Directed by shetty saa Lyrics – Shetty saa Record mix master – shetty saa

 
 
 
Wo kya hai bhai
Sab karte hai baat,
Koi chalta nai sath,
Sab matlab ki baat,
Bas paise ki baat,
Nai mangta mein bhek,
Bas chaiye tha shan,
Hu mein thoda psy
Mai karta hu khast
Nai rukta mein bhai
Nai jhukta mein bhai
Nai sunta mein bhai
Nai fukta mein bhai..

Nai fukkta mein..!

Ha fukta mein bhai, par karta nai jhol,
Ha ghista mein bhai, jaake check kar le sole
Ha Bheja hai fry, par khaya nai ghosh,
Hu mein kitna dheet, ja baapu se puch,
Tu hai kya be cheez? kya bharta be fees?
Kaha se aaye, kaha ko jaye,
Nai hai koi ghai, sab sapna hai bhai
Sab sapna hai..

bhalta hai scene, sab hard tab bhi,
Ha marta mein dum, par hard tab bhi,
Cheer faad tab bhi, ha mera hai haq,
Nai manta mein luck, nai deta mein fake,
1 O 1 chal, bhid ke toh dekh,
Chala aakal, nai hai sabar,
Khudi kabar, chuti fazar,
Kutti nazar,
Kya tha remand,
Nai tha koi diss, nai tha koi hit, nai tha koi album,
Nai tha kuch fix, nai thi koi cheek, nai thi koi bich, you aint my level,
Aintt this shit funny, aint this shit dirty, aint this shit shitty, u just wana roll..?
Sab ki ab jaali, tod nai kalli, chodi nai gully, wahi hai dost..

Kya hota thug, hai kya be guns? Hai kya be bullets? Hai kya be guts? Hai kya be saman bas bajte hai sab, ab fire hai sab,
Kon power hai bol,
Kon ghayal hai bol,
Kon pagal hai dost?
Kon khayega toast?
Kon jhelega case?
Kon khelega game?
Kon karega race?
Kon banega dog..
Kon jayega jail,
Kon khelega khel,
Kon hoyega fail,
Kon karega mail,
Kon karega bail,
Kon banega shair,
Kon banega bhed,
Haq se machao,
Sab ko dabao,
Sab ko sikhao,
Sab ko batao,
Sab ko samjao,
Sab ko hatao,
Haq se watao,
Fakte dilao,
Kutta banao,
Bandke bithao,
Bandi banao,
Khoon se rulao,
Rassberry lao,
Ulta tangao,
Pathar marwao,
Zinda jalao,
Pakka ke khao,
Kutto mein feko
Tadpa ke maro,
Sulli chadao,
Zeher khelao,
Pahad se feko,
Warna mein bhai, rukunga nahi bas samne to aao wohhh….

…….

Jo mein hoon zindaaa…
Gaane aayenge din raat..

Jo main hoon zindaaa..
Marte hi hai insaan..

Kisi ko bhi jaake tu puch,
Kiya kitna mehnat mat puch,
Kiya kitna kasht..

Ek din tu jeetega, mehtan kar tuje bhi safalta milega, sab ke zuba pe tu bhi tab bikega kya

Bas kaam din raat,
Sir pe sawar,
Soch hi puri tedi,
Sapna apna,
Sab se bhalta,
Ye hai yedi khopdi..

Yeah..

Kal maa boli mein hu sab ka baap,
Padti pili jabhi dikhti X!
Kon kandi dera koi toh jalao joint,
pura album baaki abhi ye to just kiya hai start
Kya?
Fashion passion dono power-lit,
Kon chalta kya mein deta hiphop trip,
Lunga mantion ek din jald hi dekh,
Apna ladte sedha system se nai thaste kisi se,

Baby mai busy hu chal,
Time nai apne pas,
Khote nai deta mein waqt,
Nai jhelta nakhre..
Acha mein milta hu chal,
Par kya hai scene, mai nai koi bhi aladin na tu koi bhi jasmin..

Abhi Kisi ko bhi jaake tu puch..
Kiya kitna mehnat mat tu puch..
Kiya kitna kasht.

Ek din tu jeetega, mehtan kar tuje bhi safalta milega, sab ke zuba pe tu bhi tab bikega kya..

Bas kaam din raat,
Sir pe sawar,
Soch hi puri tedi,
Sapna apna,
Sab se bhalta,
Ye hai yedi khopdi..

Jo mein hoon zindaaa…
Gaane aayenge din raat..

Jo main hoon zindaaa..
Marte hi hai insaan..

Kitne-kitne aaye the, kitne jayenge,
Kisi ka na saya, khud se ayaa,
Kisi ka na khaya, khud banaya,
Kisi se na laya, khud se aaya..

Khus hu mein nai hua change,
Wahi hai thinking, sahi hai linking, nahi bana bail,
Sikha mai mixing, nai kiya fixing, nai khela khel,

Ab apna scene on, hari patti ginno, ginte raho din o..

Abhi Kisi ko bhi jaake tu puch
Kiya kitna mehnat mat puch
Shayad se mein fire hu..

Ek din tu jeetega, mehtan kar tuje bhi safalta milega, sab ke zuba pe tu bhi tab bikega kya

Bas kaam din raat,
Sir pe sawar,
Soch hi puri tedi,
Sapna apna,
Sab se bhalta,
Ye hai yedi khopdi..

Jo mein hoon zindaaa…
Gaane aayenge din raat..

Leave a Comment