BADLURAM KA BADAN Lyrics

EPR – BADLURAM KA BADAN Lyrics

The song talks about the legend of Badluram and follows up, with the brave tale of Havildar Hang pan Dada and pays a tribute to the soldiers of our motherland.the song  Sung and performed by EPR and music produce by GJ Storm.In this article we will provide you epr badluram ki badan lyrics.

Singer EPR
Kids
welcome
to the the class
of hip hop of storytelling
and today we are gonna talk about
umm… Let’s see

[Verse]
Vishwayuddha doosra
Japani fauz se muqabla
Shahadat yaadgaar balduram ki
Itihaas gava jo misal bani
Jo ki aaj bhi sipahiyon ke beech
Ye sangeet amar indian army,
Rediment of Assam ki marching
pe bhare josh
Sainikon pe dekho bemisaal chaapchod
Dilchalspya katha ek shaqs javaan
Bhartiya seema aur mitti ki raksha
Nakshe pe dusan ka aagragraman
Akraman vilamb kis kis baat ki ab
Baaga nishana bandook -e-farz
Kartavya nibhaya
Veergati seene se apne
Maut ko bhi haskar apnaya
Praan gavaya shan se
Bharat maata ki maan pe aanch na ane di
Kahiye Sahyog vya galti se
Quarter master ke list mein naam nahi
Ration jo mili marne par bhi
Supply line cut Sankat mein sabhi
Nirnayak sabit yuddh me hui

[Hook]
Balduraam ka badan
Zameen ke niche hai to
Hume uska ration milta
Sabash hallelujah
To hame uska ration milta hai

[Second Verse]
Daastan e hangpan dada ki
Bachpan se sararati, janme
Chote gaon mein Arunachal ke
Satanbey men chayanit sena men
Havidar pahuche kashmir
Intelligence mili ki ghuspaithiye
AatankwaĆ di ,chetra naugam men
Margieane ki saugandh le
Feet 13 hazaar uchai
Nikal pade chadhne mein mahir
Pahad, goliyon ke bauchar ke beech
Dushmano ko bhagne ka rasta seal
Pahuchne mein najdeek mili kaamyabi
Mutbhed chali kuchh der aisi
Aakhri ghadi tak to teen ko maar giraya
Akele par khed hai
Khoon se lath path hangpan dada
Ki jaan ja chuki thi
Balidan pe unpe fakra humey
Parivar ki aankhein Nam hui thi
Tasveer -e-veerta ko pramanit
Huey Ashoka chakra se wo sammanit
What what naman amar sapoot ko
Jinke bache gaaaye Geet jo

Hook
Balduraam ka badan
Zameen ke niche hai to
Hume uska ration milta
Sabash hallelujah
To hame uska ration milta hai

Leave a Comment